tauba ka takalluf
- tauba ka takalluf kaun kare haalat ki niyyat Thik nahin rahmat ka irada bigDa hai barsat ki niyyat ...
- thoDi si aql lae the hum bhi magar adam duniya ke hadsat ne diwana kar diya...
- wo ahd-e-jawani wo KHarabaat ka aalam naghmat men Dubi hui barsat ka aalam...
- wo mile bhi to ek jhijhak si rahi kash thoDi si hum piye hote...
- ya dupaTTa na lijiye sar par ya dupaTTa sambhaal kar chaliye...
- ye kya ki tumne jafa se bhi hath khinch liya meri wafaon ka kuchh to sila diya hota...
- zaban-e-hosh se ye kufr sarzad ho nahin sakta main kaise bin piye le lun KHuda ka nam ai saqi...
- zara ek tabassum ki taklif karna ki gulzar men phul murjha rahe hain...
- zindagi hai ek kirae ki KHushi sukhte talab ka pani hun main...
- zindagi zor hai rawani ka kya thamega bahaw pani ka...
0 comments: