Sunday, 4 December 2016

kabab-e-siKH



kabab-e-siKH 

  • kabab-e-siKH hain hum karwaTen har-su badalte hain jal uThta hai jo ye pahlu to wo pahlu badalte ha...
  • kaba-e-ruKH ki taraf paDhni hai aankhon se namaz chahiye gard-e-nazar bahr-e-tayammum mujhko...
  • karta main dardmand tabibon se kya rujua jis ne diya tha dard baDa wo hakim tha...
  • kaun si ja hai jahan jalwa-e-mashuq nahin shauq-e-didar agar hai to nazar paida kar...
  • kaun uThaega tumhaari ye jafa mere baad yaad aaegi bahut meri wafa mere baad...
  • KHanjar chale kisi pe taDapte hain hum amir sare jahan ka dard hamare jigar men hai...
  • KHuda ne nek surat di to sikho nek baaten bhi bure hote ho achchhe ho ke ye kya bad-zabani hai...
  • KHun-e-nahaq kahin chhupta hai chhupae se amir kyun meri lash pe baiThe hain wo daman Dale...
  • KHushk seron tan-e-shaer ka lahu hota hai tab nazar aati hai ek misra-e-tar ki surat...
  • KHwab men aankhen jo talwon se malin bole uff uff panw mera chhil gaya...
  • kis DhiTai se wo dil chhin ke kahte hain amir wo mera ghar hai rahe jis men mohabbat meri...

0 comments: